Skip to main content

How To Write a Post - Best Blog Post Kaise? Likhe




Dosto Aaj Ka Jo Hamara Topic Hai Wo Hai . How To Write a Post. Ji Han Blog Post Kaise? Likhein. Aaj Mein Aapke Sath Aisi hi Kuch Tips aisi hi Kuch Chizein Aapke Sath Shere Karunga Jisse Aap Acchi Se Acchi Blog Post Likh Payein. Aaj Mein Aapko Ye Bataunga Better Se Better Post Kaise? Likhe. Jisse Aapka Blog Jaldi Se Jaldi Grow Kar Payein.


How To Write a Perfect Blog Post


Dosto Agar Aap Blogger Hain ya fir Blogging Shuru Karne Ki Soch Rahe Hain. Or Aapko Apne Blog Ko Grow Karna Hai To Aapko Post Acchi Se Acchi Likhni Hogi. Agar Aap Chahte Hain Log Aapke Blog Ko Padhna Pasand Karein To Aapko Better Se Better Post Likhni Hogi. To Usi Par Aaj Hum Baat Karne Waale Hain. Kuch Aisi Hi Tips Ke Baare Me Jisse Aap Apni Post Ko Better Tarike Se Likh Sakte Ho.



Tips to Write a Perfect Blog Post


1. Quality Of Content 


Quality Of Content

Dosto Sabse Important Jo Hai Vo Hai Content. Aapka Content Kaisa Hai. Sab Kuch Aapke Content Par Depend Karta Hai. Aapko Sabse Zyada Focus Apne Content Par Karna Hai. Aap Apne Content ko Kitna Better Se Better Kar Sakte ho.



2. Understand Your Audience


Know Your Audience

Post Likhne Se Pehele Aapko Ye Samajhna Zaruri Hai. Aapki Jo Audience Hai Wo Kon Hai Or Wo Kya Chahti Hai. Ye Janna Aapke Liye Jaruri Hai. Aapke Pass Jo Audience Wo Kya Janna Chahti Hai Wo Kis Problem Ka Solution Dhund Rahi Hai Or Mein Kaise Unhein Better Se better Solution De Sakta Hun.




3. Text Formatting 


Aap Apni Post Me Text Formatting Ka Use Kijiye Jaise - Kuch Important Chizein Hai To Unhein Highlight Kijiye , Jahan Par Symbols Ka Use Ho Vahan Par Symbols and 


  • Colours
  • Bold
  • Italic
  • Underline
  • Links
  • Fonts

Etc... Or Jo Bhi Formatting Ki Ja Sakti Hai. Formatting Ka Use Kijiye Jisse Aapki Post or Bhi Better Lage.




4. Use Bullets


Using Bullets

Aap Apni Post me Bullets Ka Istemaal Kijiye. Jahan Par Bhi Bullets Ka Use Hai Aap koi List Of Items Apni Post Me De Rahe Hain Ya Kisi Bhi Chiz Ko List me De Rahe Hain Ya Fir Kuch Points Hai Jo Aap Apni Post Me Bataa Rahe Hain To Unhe Aap Bullets Me De Sakte Hain.



5. Using Subheadings


Aap Kabhi Bhi Ek Hi Paragraph Me Puri Post ko Mat Likhna Bahut Log Ye Galti Karte Hai Post Ko Ek Hi Paragraph Me Likh Dete Hain. Dosto Aap Khud Sochiye Aapko Kuch Padhne Ko Diya Jaye Wo Bhi Ek Badaa Sa Paragraph To Kya Aapka Usay Padhne Me Interest Ayega. Nahin na To Aap Kabhi Bhi Ye Galti Mat Kijiye Aap Apni Post Ko Break kar - Kar Ke Likhiye Us Me Subheadings Ko Add Kijiye Use Break Kar K Likhne Ki Kosis Kijiye Uske Liye Aapko Jo Better Lage Vo Ap Kijiye. 



6. Images 


add Images

Aap Apni Posts Me Images Ka Istemaal Kijiye. Posts Se Related Images Aap Apni Posts Me Lgayein. Images Se Posts Ko Padhne Me Interest Bhi Aata Hai. Or Sabse Important Baat Jo Baat Hazaron Words Nahi Keh Sakte Wo Ek Image Keh Jaati Hai.



7. Videos


Using Videos

Agar Aapka Topic Kuch Aisa Hai Jisme Aap Videos Ko Bhi Include Kar Sakein To Isse Acchi Baat Or Koi Ho Hi Nahi Sakti Kyuki Logon Ko Padhne Se zyada Interest Videos Ko Dekhne Me Aata Hai. Or Videos Ki Vajah Se User Aapke Page Par Kafi Time Spend Karega Jo Ki Aapki Growth Ke Bahut Acchi Baat Hai.



8. Optimise For SEO 


Optimise For SEO


Aap Apni Post Ko SEO Friendly Likhiye SEO Ka Matlab Hota Hai. Search Engine Optimisation Iski Help Se Aap Aapni Post Ko Search Results Me Upar La Sakte Hain. Jisse Aapki Post Par Traffic Increase Hoga. SEO Kaise Karte Hai Vo Aap Google Par Details Me Dekh Sakte Hain. Samajh Sakte Hai. Kuch Examples Mein Aapko Yahan Par De Deta Hun.

Example 

  • Add Proper Meta Title
  • Add Meta Description
  • Optimise For Focus Keyword
  • Image Alt Attribute
  • And Etc...

Or Bhi Kafi Kuch Aap SEO Ke Liye Apni Post Me Kar Sakte Hain. Agar Aapko Detail Me Janna Hai To Aap Google Par Dekh Sakte Hain.



9.internal Linking


Internal Linking

Dosto Aap Internal Linking Ka Use Kar Sakte Ho. Internal Linking Ka Matlab Hota Hai Aap Apni Post Me Kisi Previous Posts Ko Include Kijiye. Agar Aap Apni Post Me Kisi Tarah Apni Previous Posts Ko Include Kar Payein Jo Ki Aapke Topic Se Related Hai To Ye Bahut Hi Accha Option Hoga.




Comments

Popular posts from this blog

Photo बनाने वाला Apps Download करें – 25+ फोटो बनाने का ऐप्स

अगर आपको Best Photo Banane Wala Apps चाहिये तो आज की इस पोस्ट मे बढीयाँ photo editor Apps के बारे मे बताने वाला हु Best Photo Editor For Android Phone Download कर सकते है ओर इनसे शानदार Photo Editing कर सकते है इन Photo Banane Ka Apps का लगभग सभी लोग फोटो बनाने के लिये उपयोग करते ...

Best Way To Earn Money 💰 Online

Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Kuch Aise Tariko Ke Baare Me Jisse Aap Online Kahi Par Bhi Kabhi Bhi Kuch Time Dekar Kafi Accha Paisa Kamaa Sakte Hai. Agar Aap Students Hai Ya Koi Job Karte Hai Ya Part-time me Koi Kaam Karna Chahte Hai Ya fir Koi Kaam Dhund Rahe Ho To Bhi Aap In Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aap in Kaam Ko Online Hi Ghar Baithe Kar Sakte Hai or Kabhi Bhi Kar Sakte Jab Aap Chaho Jab Aapke Pass Time Ho Jab Aap Karna Chaho Kabhi Bhi Inhe Kia Ja Sakta Hai To Chaliy Topic per Aate Hai. To Dosto Jo Pehla Tarike Ke Baare Me Hum Baat Karne Vaale Hai. Blogging Ji Ha Dosto Blogging Ek Bahut Hi Accha Tarika Hai Online Paise Kamane Ka Blogging aap Kabhi Bhi Kahi Bhi Kar Sakte hai. To Chaliy Jante Hai Blogging Hoti Kya hai. Fir Baat Karte Hain Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaye. Blogging Kya Hai? Simple Words me Kahun To Blogging ka Matlab Hota Hai Content - Writing. Aapko Post Likh Kar Published Karni Hoti Hai. Agar Aapko Likhne Me Interest Hai Aap kuch Accha Likh Sakte Hai. T...

Chrome ki notifiaction kaise band kare?वेबसाइट की नोटिफिकेशन बंद करने का तरीका।

H ello नमस्कार दोस्तो मेरा ब्लॉग  SaRaisay आप सबका स्वागत है।दोस्तो क्या आपके फोन में chrome ब्राउज़र से नोटिफिकेशन आता है।ओर आप खोज रहे हैं Chrome ki notifiaction kaise band kare।तो आप सही जगह आए है।आज आप जानने वाले हैं कि कैसे क्रोम में वेबसाइट्स की नोटिफिकेशन बंद करें। दोस्तो आप जाने या अनजाने में किसी ना किसी वेबसाइट की नोटिफिकेशन allow कर देते हैं।ओर बाद में उन वेबसाइट्स की तरफ से बोहोत सारे ऐसे नोटिफिकेशन भेजा जाता है जो आपके लिए  इतना जरूरी ना हो या फिर वो malware वेबसाइट की तरफ direct हो जाता हो।ऐसे में आपके फोन के लिए यह बोहोत बड़ी खतरा बन सकता है। तो इसीलिए मेरा राय में ऐसे वेबसाइट कि नोटिफिकेशन को disallow करना ही  सही कदम होता है।अब आपके मन में यह सवाल जरूर आता होगा कि आखिर chrome की Notification बंद करे भी तो कैसे करें। Url क्या होता है जानिए Types of url in हिंदी Computer या laptop में whatsapp कैसे चलाए।जानिए हिंदी में। Radiation kya hai ? जानिए आपका फोन का कितना है रेडिएशन। Google Keyboard के कुछ अनजाने फीचर्स जो आप शायद नहीं जानते। अगर आप भी अनचाहे ...