Skip to main content

How To Start Blogging In Hindi - Blogging कैसे? शुरू करे



Hello Dosto Pichle Post Me Humne Baat Ki Thi Blogging Kya Hoti Hai? , Kya Blogging Se Paise Bhi Kamaye Ja Sakte Hai? 🤔 Or Blogging Se Related Bhut saari Baatein Hum Ne Ki Thi Agar Aapne Hamari Pichli Posts Ko Nahi Padha Hai "Blogging Kya hoti Hai?" To Aap Us Post Ko Dekh Sakte Hai..  What is Blogging in Hindi... Or Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Blogging Ko Start Kaise Karna Hai. To Chaliye Baat Krte hai Blogging Ko Start Kaise Karna Hai...



Blogging Kaise Shuru Karein In Hindi



Blogging ke Liye Kya - Kya Hona Zaruri Hai?


Dosto Blogging Shuru Karne Ke Liye Aapke Pass Bhut Kuch Hona Zaruri nahi hai. Na hi Aapko Koi Bhut saare Paise Lagane Ki koi Zarurat hai. Blogging Aap Chaho To Bina paise Ke Free me Bhi Kar Sakte ho. bas Kuch Chizein Aapke Pass Hona Zaruri hai to hi Aap Blogging kar Sakte hai.  Blogging Start Karne Ke Liye Sabse Pehele Aapke Pass Ye Chizein Hona Zaruri Hai.

1. Laptop / Computer Ya Mobile

2. Basic Internet Knowledge

3. Internet





Kya Blogging Start Karne Ke Liye Hamein Koi Course Karna Hota Hai🤔



Ji Nahi Doston Aapko Koi Course Karne Ki Jarurat Nahi Hoti Hai. Blogging Karna Bahut Hi Aasaan Hai Sirf Aapko Basic Internet Ko Use Karna Aana Chahiye Basic Chizon Ko Samjhana Aana Chahiye Jo Ki Internet Se Related Hai. Or Agar Koi Problem Aapko Jaaye Ya Aapka Koi Question Ho To Aap Mujh Se Puch Sakte Hai Me Aapki Madad Karne Ki Puri Koshish Karunga.






Kya? Blogging me Koi Investment Bhi Karna Hota hai



Blogging Dono Tarah Se Ki Jaa Sakti Hai Investment Se Bhi Without Investment Se Bhi.
 Agar Aap Investment Karna Chaho To Bhi Blogging Ki Ja Sakti Hai Without Investment Ke Bhi Blogging Ki Ja Sakti Hai. Lekin Agar Aap Abhi New Hai To Me Aapkp Suggest Karunga Aap Without Investment Ke Hi Blogging Shuru Kijiye Fir Jab Aapko acchi Knowledge ho Jaaye To aap Usme Investment Kar Sakte Hai But Blogging Dono Tarah Se Ki Ja Sakti Hai. 



Blog Kya Hai?



Blog Kya Hai??

Doston Blog Ek Website Ki Tarah Hi Hota Hai. Jisme Aap Posts Likh Kar Published Karte Hai. Vo Blog Hi Hota Hai Jahan Par Aap Posts Ko Published Karte Hai. Ye Ek Website Ki Hi Tarah Hota hai.




How to Start a Blog


Blog Start Karne Se Pehle Aap Apna Topic Decide Kar Lijiye Kis Topic Par Aap Blog Banana Chahte Hai. Uske Baad Aap Apna Blog Create kar Lijiye Blog Create Karne ke Liye Aapko koi Bahut kuch Karne ki Zarurt Nahi Hai. Bahut Saari Website Hai Jahan Par Aap Free Me Blog Banaa Sakte Ho Blogger.com , Wix.com , Wordpress.com ye kuch Famous Website Hai Or bhi Bahut Saari Website hai Jahan par Aap Free me Blog Banaa Sakte Ho. Lekin me Aapko Suggest Karunga Agar aap free me Blogging krna Chahte hai to Blogger.com par hi apna blog bnayein.



How to Start a Blog : A Step by Step Detailed Guide in Hindi



How to start A Blog in Hindi - Blog Kya? Hai | कैसे? शुरू करें




How to Create a FREE Blog Step by Step Guide & Video Tutorial - Blogger.com


Free Blog kaise Banaye : Step by Step Guide | Blog Kya? Hai - How to Create A Blog in Hindi


अगर आप Blogger.com पर Blog बनाना चाहते हो और जानना चाहते हो Blogger.com पर Free में Blog कैसे बनाए। तो इसकी Details में Step by Step जानकारी और Video Tutorial यहां पर दिया गया है। आप चाहो तो यहां से पढ़ सकते हो Read More...





Blogging से पैसे कैसे? कमाये



Blogging Se Pese Kese Kamaye

Hello Dosto Aaj Jis Topic Ke baare Me Hum Baat Karne Waale Hai Vo Hai Blogging Se Paise Kaise Kamaye jaa Sakte hai. Agar Aap Blogger Hai Ya Fir Blogging Shuru Karne Ki soch rahe hai To Me Aapko Ye bta du Ki Paise Kamaane Ke Liye Blogging Ek Bhut Hi accha Safe True Platform Hai Bahut Hi acche Paise Kamaane ka... Read More...





Agar Aapka Koi Bhi Question Ya Koi Bhi Problem Ho Blogging Se Related To Aap Humse Comments Ke Jariye Puch Sakte Hai..



Comments

Popular posts from this blog

Photo बनाने वाला Apps Download करें – 25+ फोटो बनाने का ऐप्स

अगर आपको Best Photo Banane Wala Apps चाहिये तो आज की इस पोस्ट मे बढीयाँ photo editor Apps के बारे मे बताने वाला हु Best Photo Editor For Android Phone Download कर सकते है ओर इनसे शानदार Photo Editing कर सकते है इन Photo Banane Ka Apps का लगभग सभी लोग फोटो बनाने के लिये उपयोग करते ...

Best Way To Earn Money 💰 Online

Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Kuch Aise Tariko Ke Baare Me Jisse Aap Online Kahi Par Bhi Kabhi Bhi Kuch Time Dekar Kafi Accha Paisa Kamaa Sakte Hai. Agar Aap Students Hai Ya Koi Job Karte Hai Ya Part-time me Koi Kaam Karna Chahte Hai Ya fir Koi Kaam Dhund Rahe Ho To Bhi Aap In Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aap in Kaam Ko Online Hi Ghar Baithe Kar Sakte Hai or Kabhi Bhi Kar Sakte Jab Aap Chaho Jab Aapke Pass Time Ho Jab Aap Karna Chaho Kabhi Bhi Inhe Kia Ja Sakta Hai To Chaliy Topic per Aate Hai. To Dosto Jo Pehla Tarike Ke Baare Me Hum Baat Karne Vaale Hai. Blogging Ji Ha Dosto Blogging Ek Bahut Hi Accha Tarika Hai Online Paise Kamane Ka Blogging aap Kabhi Bhi Kahi Bhi Kar Sakte hai. To Chaliy Jante Hai Blogging Hoti Kya hai. Fir Baat Karte Hain Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaye. Blogging Kya Hai? Simple Words me Kahun To Blogging ka Matlab Hota Hai Content - Writing. Aapko Post Likh Kar Published Karni Hoti Hai. Agar Aapko Likhne Me Interest Hai Aap kuch Accha Likh Sakte Hai. T...

Chrome ki notifiaction kaise band kare?वेबसाइट की नोटिफिकेशन बंद करने का तरीका।

H ello नमस्कार दोस्तो मेरा ब्लॉग  SaRaisay आप सबका स्वागत है।दोस्तो क्या आपके फोन में chrome ब्राउज़र से नोटिफिकेशन आता है।ओर आप खोज रहे हैं Chrome ki notifiaction kaise band kare।तो आप सही जगह आए है।आज आप जानने वाले हैं कि कैसे क्रोम में वेबसाइट्स की नोटिफिकेशन बंद करें। दोस्तो आप जाने या अनजाने में किसी ना किसी वेबसाइट की नोटिफिकेशन allow कर देते हैं।ओर बाद में उन वेबसाइट्स की तरफ से बोहोत सारे ऐसे नोटिफिकेशन भेजा जाता है जो आपके लिए  इतना जरूरी ना हो या फिर वो malware वेबसाइट की तरफ direct हो जाता हो।ऐसे में आपके फोन के लिए यह बोहोत बड़ी खतरा बन सकता है। तो इसीलिए मेरा राय में ऐसे वेबसाइट कि नोटिफिकेशन को disallow करना ही  सही कदम होता है।अब आपके मन में यह सवाल जरूर आता होगा कि आखिर chrome की Notification बंद करे भी तो कैसे करें। Url क्या होता है जानिए Types of url in हिंदी Computer या laptop में whatsapp कैसे चलाए।जानिए हिंदी में। Radiation kya hai ? जानिए आपका फोन का कितना है रेडिएशन। Google Keyboard के कुछ अनजाने फीचर्स जो आप शायद नहीं जानते। अगर आप भी अनचाहे ...