Skip to main content

How To Create A Blog on Blogger - Step By Step In Hindi



Hello Dosto Abhi Tak Hum Sikh Chuke Hai Blogging Kya hoti h Blogging Kese Karte Hai Aaj ka Hamara Topic Hai Blog Ko Create Kese Krna Hai Blogger.com Ki Madad Se Vese To bhut Si Website Hai Jaha Per Hum Blog Create Kar Sakte Hai Lekin Blogger Per Hum Free Me Bina Kisi Investment Ke Blog Bana Sakte Hai Without Investment ke liy Blogger.com Bahut Hi accha Madhyam Hai Blog Banane ka Or pese Kamane Ka To Chaliy Start Karte Hai.


Blogger.com per blog kese bnaye Step by step jaankari



How to Create a Blog for Free on Blogger a Step by Step Guide








1. Sabse Pehele Aap Google Per Blogger.com Search Kijiye Ya Fir Is Link Se Open Kijiye Blogger.com

Ab Aapke Samne Kuch Esa Open ho Jayega 




2. Ab Aap Create Your Blog Per Click Kare or Apni Gmail id login Kare.

Ab aapke Samne Kuch Esa Show Ho Raha Hoga.



3. Isme Apna Name Enter Kare Or Continue To Blogger Per Click Kare.

Ab Aapke Saamne Kuch Esa Show Hoga 



4. Ab Create New Blog Per Click Kare To ek New Tab Apke Samne Open Ho Jayega.



4. Aap Isme Apne Blog Ka Title Daale Jis Bhi Naam Se Aapko Blog Banana Hai Or Niche Address Me Apne Blog Ka link Daale jo apke hi blog Ke Title Se match kare. 

Kuch Is Tarah Se

Title :         ABC
Address :  abc.blogspot.com

Agar Apka ye adress Available Hoga to uske niche likha hua ajyga this blog address is available or right ka mark bhi a jyga KuchKis Tarah



5. Ab aap Theme chose krlijiye or create blog per click kijiye 

Ab Aapka Blog Bankar Ready Ho Chuka hai Ab Aapke blogger me left side me post ka option hoga vha se aap posts Kar Sakte ho...




Post लिखने से पहले क्या? करे



Posts Likhne Se pehele karein Ye Settings

बहुत सारे लोग ये गलती करते है। वो ब्लॉग बनाते है और फिर Posts को Publish कर देते है। जबकि ऐसा नहीं करना चाहिए। क्युकी जब आप Blogger पर Blog बनाते है तो बहुत सारे Options , Settings Off होती है। बहुत सारी Settings ऐसी होती है जो कि आपको Posts लिखने से पहले करनी चाहिए । लेकिन ज्यादातर लोग यही गलती करते हैं। Read More...



Agar aapko koi bhi problem aaye ya koi question ho to aap mujh se comments ke jariye puch sakte ho.



Comments

Popular posts from this blog

Photo बनाने वाला Apps Download करें – 25+ फोटो बनाने का ऐप्स

अगर आपको Best Photo Banane Wala Apps चाहिये तो आज की इस पोस्ट मे बढीयाँ photo editor Apps के बारे मे बताने वाला हु Best Photo Editor For Android Phone Download कर सकते है ओर इनसे शानदार Photo Editing कर सकते है इन Photo Banane Ka Apps का लगभग सभी लोग फोटो बनाने के लिये उपयोग करते ...

Best Way To Earn Money 💰 Online

Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Kuch Aise Tariko Ke Baare Me Jisse Aap Online Kahi Par Bhi Kabhi Bhi Kuch Time Dekar Kafi Accha Paisa Kamaa Sakte Hai. Agar Aap Students Hai Ya Koi Job Karte Hai Ya Part-time me Koi Kaam Karna Chahte Hai Ya fir Koi Kaam Dhund Rahe Ho To Bhi Aap In Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aap in Kaam Ko Online Hi Ghar Baithe Kar Sakte Hai or Kabhi Bhi Kar Sakte Jab Aap Chaho Jab Aapke Pass Time Ho Jab Aap Karna Chaho Kabhi Bhi Inhe Kia Ja Sakta Hai To Chaliy Topic per Aate Hai. To Dosto Jo Pehla Tarike Ke Baare Me Hum Baat Karne Vaale Hai. Blogging Ji Ha Dosto Blogging Ek Bahut Hi Accha Tarika Hai Online Paise Kamane Ka Blogging aap Kabhi Bhi Kahi Bhi Kar Sakte hai. To Chaliy Jante Hai Blogging Hoti Kya hai. Fir Baat Karte Hain Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaye. Blogging Kya Hai? Simple Words me Kahun To Blogging ka Matlab Hota Hai Content - Writing. Aapko Post Likh Kar Published Karni Hoti Hai. Agar Aapko Likhne Me Interest Hai Aap kuch Accha Likh Sakte Hai. T...

Chrome ki notifiaction kaise band kare?वेबसाइट की नोटिफिकेशन बंद करने का तरीका।

H ello नमस्कार दोस्तो मेरा ब्लॉग  SaRaisay आप सबका स्वागत है।दोस्तो क्या आपके फोन में chrome ब्राउज़र से नोटिफिकेशन आता है।ओर आप खोज रहे हैं Chrome ki notifiaction kaise band kare।तो आप सही जगह आए है।आज आप जानने वाले हैं कि कैसे क्रोम में वेबसाइट्स की नोटिफिकेशन बंद करें। दोस्तो आप जाने या अनजाने में किसी ना किसी वेबसाइट की नोटिफिकेशन allow कर देते हैं।ओर बाद में उन वेबसाइट्स की तरफ से बोहोत सारे ऐसे नोटिफिकेशन भेजा जाता है जो आपके लिए  इतना जरूरी ना हो या फिर वो malware वेबसाइट की तरफ direct हो जाता हो।ऐसे में आपके फोन के लिए यह बोहोत बड़ी खतरा बन सकता है। तो इसीलिए मेरा राय में ऐसे वेबसाइट कि नोटिफिकेशन को disallow करना ही  सही कदम होता है।अब आपके मन में यह सवाल जरूर आता होगा कि आखिर chrome की Notification बंद करे भी तो कैसे करें। Url क्या होता है जानिए Types of url in हिंदी Computer या laptop में whatsapp कैसे चलाए।जानिए हिंदी में। Radiation kya hai ? जानिए आपका फोन का कितना है रेडिएशन। Google Keyboard के कुछ अनजाने फीचर्स जो आप शायद नहीं जानते। अगर आप भी अनचाहे ...