Skip to main content

YouTube se Paise Kaise Kamaye




Hello Dosto Aaj Hum Jis Topic Par Baat Karne Waale Hai. Wo Hai YouTube Se Paise Kaise Kamaye.
Bahut Log Hai Jo YouTube Se Paise Kamana Chahte To Hai Lekin ya to Unhe Sahi Knowledge Nahi Hoti Ya Fir Online Acche Paise Kamane Ke Kaafi Platform Hai. Jese - Blogging , Affiliate Marketing , Freelancing Karna , Upwork , Fiverr Etc... Is Sab Me Vo Confused Ho Jate Hai Kya Kare? To Fikar Karne Ki Koi Jarurat Nahi Hai aaj me Aapko Is Post me YouTube Se Paise Kaise Kamaye Iski Puri Jaankari Dene wala Hu. Jisse Aapko Ye Bhi Samajh Aajyga YouTube Se Paise Kaise Kamaye Or Ye Bhi Clear Ho Jayega Best Way Konsa hai Online Paise Kamane Ke Liye. To Chaliye Shuru Karte Hai.


YouTube Se Paise Kaise Kamaye


Jab Bhi Baat Aati Hai Online Paise Kamane Ki To Logon Ke Mind Me Do Hi option Aate Hai Pehla To Hai Blogging or Dusra Hai YouTube Online Paise Kamane Ke Liye Ye Dono Hi Option Bahut Acche Hai. Isiliye Logon Ko Ye Samajh Hi Nahi Aata Ki Dono Me Se Kis Option Ko Chune Kya Karein? Vaise To Dono Ke Hi Apne Apne Fayde Hai. Lekin Aaj Me Aapko Batane Wala Hu YouTube Blogging se Accha Option Kyu Hai Paise Kamane Ke Liye. 





YouTube Kyu? Accha Option Hai Blogging Ke Comparison Me



1. Growth

Agar Aapke Content me Dum Hai to Aap YouTube Me Bahut hi Jaldi Growth Kar Sakte Hai. Or Baat Karein Blogging Ki To Vo Ek long Term Process Hai Usme Aapko Growth Me Kaafi time Lagta Hai.


2. Earning Money

Rahi Baat Earning Ki To YouTube Me Aap Bahut Jaldi Paise Kamana Shuru Kar Sakte Hai. Isme Aapko YouTube Ke Liye Adsense Ka Approval Bhi Jaldi Mil Jata Hai. Jo Ki Blogging me Aapko Wait Karna Hota Hai. 


3. Domain & Hosting

Blogging Agar Aap Karte Hai To Aapko Us Me Domain Name Or Hosting Kharidni Hoti Hai. Jo Ki aapko YouTube Me Iski Koi Jarurat Nahi Hoti Hai Aap Free Me Apna YouTube Ka Channel Banaa Sakte Hai.


4. Traffic

Baat Karein Traffic Ki Viewers Ki To Google Ke Baad Agar Log Kahin Par Kuch Search Karna Pasand Karte Hai. To Vo Hai YouTube Par YouTube Aaj Ke Time Me Bahut Hi Zyada Traffic Hai Or Aane Waale Time Me Ye Or Bhadne Waala Hai.


5. Sabse Important

Agar Aap Dekhe To Logon Ko Padhne Se Zyada Accha Video Dekhne Me Lagta hai. Agar Logon Ko Kisi Problem Ka Solution Chahiy Ya kuch Bhi Janna Hai To Vo Padhne Se Zyada Videos Dekhna Pasand Karte Hai. Or ye Aapko Blogging me Nahi Mil Sakta. 

To Aap Dekh Sakte Hai YouTube ko Agar Aap Online Paise Kamane ke Liye Chunte Hai To Aapko Yr Saare Benefits Hone Waale Hai. Jo Ki Aapko Blogging Me Nahi Mil Sakte.





Youtube se Paise Kaise Kamaye


Dosto Sabse pehle Baat karte hai Hum YouTube se Paise Kaise kamaa Sakte hai to Dosto YouTube Se Paiae Kamane ke liye aapko Apna Ek YouTube Channel Banana Hoga jo ki banana Bahut Hi aasan hai Vh aap YouTube Par Hi banana sikh sakte ho YouTube Channel Banane ke baad aapko YouTube Par Videos Upload Karne Hote Hai Jo Bhi Jis Bhi Tarah ke videos aap Banaa pao Ab baat karte hai kya kya tarike ho sakte hai YouTube Se Paise Kamane ke



1. Adsense

Pehla Tarika Hai Adsense Ke Jariye Aap Paise Kamaye Aapne Dekha hoga Jab Aap YouTube Par Videos Dekhte Hai To Usme Kuch Ads Aati Hai. Vo Adsense Ke Jariye Aati hai Aap Uske Jariye Bhi Paise Kamaa Sakte Hai.


2. Affiliate Marketing

Aap Affiliate Marketing Ke Jariye Ke Bhi YouTube Se Paise Kamaa Sakte Hai. Aap Affiliate Product Ko YouTube Ke Jariye Sell Kar Skate Hai.


3. Sponsorship

Iske Liye Aapko Apne Channel Ko Bahut Popular Banana Hoga. Jab Aapka Channel Kaafi Popular Ho Jayega To Sponsor Aapko Khud Hi Contact Kar Lete Hai. Jisse Aapko apne Video Me Unke Ads Dene Hote Hai Jiske Vo Companies Aapko Paise Deti Hai.



Agar Aapka Koi Bhi Question Ho Ya Koi Bhi Problem Ho Ya kuch Bhi Janna Ho Ya Jis Topic Per Aap Chahte Hai Me Post Likhu Kisi Topic ke Baare me Aapko Jaankari Chahiy Ho To Aap Mujhe Comments ke Jariye Bataa Sakte Hai.




Comments

Popular posts from this blog

Photo बनाने वाला Apps Download करें – 25+ फोटो बनाने का ऐप्स

अगर आपको Best Photo Banane Wala Apps चाहिये तो आज की इस पोस्ट मे बढीयाँ photo editor Apps के बारे मे बताने वाला हु Best Photo Editor For Android Phone Download कर सकते है ओर इनसे शानदार Photo Editing कर सकते है इन Photo Banane Ka Apps का लगभग सभी लोग फोटो बनाने के लिये उपयोग करते ...

Best Way To Earn Money 💰 Online

Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Kuch Aise Tariko Ke Baare Me Jisse Aap Online Kahi Par Bhi Kabhi Bhi Kuch Time Dekar Kafi Accha Paisa Kamaa Sakte Hai. Agar Aap Students Hai Ya Koi Job Karte Hai Ya Part-time me Koi Kaam Karna Chahte Hai Ya fir Koi Kaam Dhund Rahe Ho To Bhi Aap In Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aap in Kaam Ko Online Hi Ghar Baithe Kar Sakte Hai or Kabhi Bhi Kar Sakte Jab Aap Chaho Jab Aapke Pass Time Ho Jab Aap Karna Chaho Kabhi Bhi Inhe Kia Ja Sakta Hai To Chaliy Topic per Aate Hai. To Dosto Jo Pehla Tarike Ke Baare Me Hum Baat Karne Vaale Hai. Blogging Ji Ha Dosto Blogging Ek Bahut Hi Accha Tarika Hai Online Paise Kamane Ka Blogging aap Kabhi Bhi Kahi Bhi Kar Sakte hai. To Chaliy Jante Hai Blogging Hoti Kya hai. Fir Baat Karte Hain Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaye. Blogging Kya Hai? Simple Words me Kahun To Blogging ka Matlab Hota Hai Content - Writing. Aapko Post Likh Kar Published Karni Hoti Hai. Agar Aapko Likhne Me Interest Hai Aap kuch Accha Likh Sakte Hai. T...

Chrome ki notifiaction kaise band kare?वेबसाइट की नोटिफिकेशन बंद करने का तरीका।

H ello नमस्कार दोस्तो मेरा ब्लॉग  SaRaisay आप सबका स्वागत है।दोस्तो क्या आपके फोन में chrome ब्राउज़र से नोटिफिकेशन आता है।ओर आप खोज रहे हैं Chrome ki notifiaction kaise band kare।तो आप सही जगह आए है।आज आप जानने वाले हैं कि कैसे क्रोम में वेबसाइट्स की नोटिफिकेशन बंद करें। दोस्तो आप जाने या अनजाने में किसी ना किसी वेबसाइट की नोटिफिकेशन allow कर देते हैं।ओर बाद में उन वेबसाइट्स की तरफ से बोहोत सारे ऐसे नोटिफिकेशन भेजा जाता है जो आपके लिए  इतना जरूरी ना हो या फिर वो malware वेबसाइट की तरफ direct हो जाता हो।ऐसे में आपके फोन के लिए यह बोहोत बड़ी खतरा बन सकता है। तो इसीलिए मेरा राय में ऐसे वेबसाइट कि नोटिफिकेशन को disallow करना ही  सही कदम होता है।अब आपके मन में यह सवाल जरूर आता होगा कि आखिर chrome की Notification बंद करे भी तो कैसे करें। Url क्या होता है जानिए Types of url in हिंदी Computer या laptop में whatsapp कैसे चलाए।जानिए हिंदी में। Radiation kya hai ? जानिए आपका फोन का कितना है रेडिएशन। Google Keyboard के कुछ अनजाने फीचर्स जो आप शायद नहीं जानते। अगर आप भी अनचाहे ...