Skip to main content

Paytm Se Paise Kaise Kamaye - 10 Tarike




Hello Dosto Aaj Ka Jo Hamara Topic Hai Vo Hai. Paytm Se Paise Kaise Kamaye - 10 Tarike Ji Ha Dosto Aaj Me Aapko Paytm Se Paise Kaise Kamaye ye Batane Wala Hu Or Vo Bhi Ek Ya Do Nhi Balki Paytm Se Paise Kamane Ke 10 Tarike Me Aaj Aapko Batane Wala Hu. Jiske Jariye Aap Kaafi Acche Paise Kamaa Sakte Hai.

Pehele Me Aapko Paytm Ke Baare Me Detail Me Jaankari De Chuka Hu Detail me Sab Kuch Aapko Bataa Chuka Hu Agar Aapne Vo Post Nahi Padhi Hai To Aap Use Padh Sakte Hai. To Chaliye Ab Topic Par Aate hai. Baat Karte Hai Paytm se Paise Kamane Ke 10 Tarike Ke Baare Me.


Paytm Se Paise Kaise Kamaye




Top 10 Way to Make Money From Paytm





1. Paytm Seller



Sell On Paytm


To Dosto Jesa Ki Me Aapko Pichle Post Me Bataa Hi Chuka Hu Paytm Sirf Ek Online Payments Application Nahi Hai. Paytm Ek Mall Bhi Hai Jahan Se Aap Shopping Kar Sakte Hai. To Jab Aap Paytm Mall Se Shopping Kar Sakte Hai. To Vahan Par Product Ko Sell Bhi Kar Sakte Hai. Jiske Jariye Aap Bahut Acche Paise Kamaa Sakte Hai.


Success Stories Of Paytm Seller





2. Bus Booking



bus Booking Paytm


Ji Ha Dosto Aap Bus Ki Tickets Book Kar Ke Bhi Paise Kamaa Sakte ho Paytm Aapko Bus Ki Booking Karne Par Hazaaron Rupay Ka Cashback Deta Hai.


Bue Booking offer On Paytm




3. Bill Payment

 


Bills Payment And Earn Cashback

Paytm Se Aap Electricity , Mobile Postpaid Bills Etc.. Payments Kar Ke Bhi Paise Kamaa Sakte Hai. Bill Payments Karne Par Bhi Aapko Cashback Milta Hai.




4. Recharges


Aaj Ke Time Me To Mobiles Phone Har Insaan Ke Pass Hai. Or Har Insaan Ke Pass Hai 4G Har Koi Aaj Kal Ghanto Phone Par Bita Raha Hai. Kabhi YouTube To Kabhi Facebook to Kabhi WhatsApp Or Tik Tok To Sabse Famous Hai . Jab Se Jio Aya Hai Har Koi 4G Ka Deewana Ho Gaya Hai Sabse Zyada Time Aj Kal Log apne Mobile Ke Sath Hi Bitate Hai To Zahir Si Baat Hai Internet Ka Mazaa Lene ke Liye Log Recharge Ki Bhi Jarurat Hoti Hai. Or To Or Ab To Aapko Apni Sim Me Recharge Rakhna Hi Hoga Varna Aapki Calling Bhi Band Kardi Jaati Hai. Isliye Recharge To Ab Krana Zaruri Ho Gaya hai. To Aap Paytm Se Apne Aas Pass ke Logo ke Mobile Ke Recharges , DTH Ke Recharges etc... Recharges Kar Ke Bhi Kaafi Paytm Cashback Paa Sakte Hai.





5. Train Tickets



Train Ticket Booking Paytm

Train Tickets , Railway Reservation Jesi Chizon Ke Liye Logon Ko Khan Khan Bhatkna Padta Hai Fir Bbi Reservation Nahi ho Paate Hai. Or Agar Aapko Tatkaal Me Booking karani Ho To Kaafi Paisa Zyada dena Hota hai. Aap Chahe to Logon Ki Train Ki Tickets Railway Reservation Jesi Suvidha Logon Ko De Sakte Hai Jiske Aap Kuch Paise Logon Se Le Sakte Hai.



6. Payments





Paytm Se Agar Aap Koi bhi Payments Karte Hai. Ya Online Zomato , Ola , Swiggy Etc... Jesi Ya Offline Petrol , Domino's , Medicine Etc... Ke Payments Aap Paytm Ke Jariye Karte Hai To Inka Bhi Paytm Aapko Cashback Deta Hai.






7. Movie Booking




Movies Booking Se Bhi Aap Paise Kamaa Sakte Hai. Aap Apne Doston Ki Family Ki Aas Pass Ke Logon Ki Relatives Ki Or Bhi Logon Ki Movies Ki Tickets Book Kar Ke Cashback Le Sakte Hai.




8. Shopping




Jesa Ki Me Aapko Bataa Chuka Hu Paytm Sirf Online Payments Option Nahi Balki Paytm Mall Bhi Hai. Jahan Se Aap Shopping Kar Sakte Hai Kuch Bhi Kharid Sakte Hai. Aap Agar Paytm Se Shopping Karte Hai. Kuch Khareedte Hai To Bhi Aapko Bahut Accha Cashback Milta Hai.






9. Food Ordering




Paytm Se Aap Agar Kuch Bhi Order Karte Hai. Ya Aap Or Kahi Se Online Order Karte Hai Or Payment Paytm Ke Jariye Karte Hai To Bhi Paytm Aapko Cashback Deta Hai.



10. Refer and Earn




Agar Aap Apne Friends Ko Ya Kisi Ko Bhi Paytm Se Refer Karte Hai matlab Ki Invite Karte Hai Paytm Download Karne Ke Liye To bhi Aapko Paytm Cashback Deta Hai. Is Time Jab Me Ye Post Likh Rahaa Hu Is Time Paytm Ek Ko Invite Karne par UPI Se Payment Karne Par 100 Rupay De Raha Hai. Matlab Ki Agar Aap 1 ko Invite Karte Hai To Aapko 100 Rupay Milenge or 10 Logon Ko Invite Karte Hai To Aapko 1000 Rupay Mil Jayenge Or 20 Logon Ko Invite Karte Hai To Aapko 2000 Rupay Milenge.



Agar Aapko Koi Bhi Problem Ho Ya Koi Bhi Aapka Question Ho Ya Kuch Bhi Aapko Janna Ho To Hum Se Comments Ke Jariye Puch Skate Hai.




Comments

Popular posts from this blog

Photo बनाने वाला Apps Download करें – 25+ फोटो बनाने का ऐप्स

अगर आपको Best Photo Banane Wala Apps चाहिये तो आज की इस पोस्ट मे बढीयाँ photo editor Apps के बारे मे बताने वाला हु Best Photo Editor For Android Phone Download कर सकते है ओर इनसे शानदार Photo Editing कर सकते है इन Photo Banane Ka Apps का लगभग सभी लोग फोटो बनाने के लिये उपयोग करते ...

Best Way To Earn Money 💰 Online

Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Vaale Hai Kuch Aise Tariko Ke Baare Me Jisse Aap Online Kahi Par Bhi Kabhi Bhi Kuch Time Dekar Kafi Accha Paisa Kamaa Sakte Hai. Agar Aap Students Hai Ya Koi Job Karte Hai Ya Part-time me Koi Kaam Karna Chahte Hai Ya fir Koi Kaam Dhund Rahe Ho To Bhi Aap In Kaam Ko Kar Sakte Hai. Aap in Kaam Ko Online Hi Ghar Baithe Kar Sakte Hai or Kabhi Bhi Kar Sakte Jab Aap Chaho Jab Aapke Pass Time Ho Jab Aap Karna Chaho Kabhi Bhi Inhe Kia Ja Sakta Hai To Chaliy Topic per Aate Hai. To Dosto Jo Pehla Tarike Ke Baare Me Hum Baat Karne Vaale Hai. Blogging Ji Ha Dosto Blogging Ek Bahut Hi Accha Tarika Hai Online Paise Kamane Ka Blogging aap Kabhi Bhi Kahi Bhi Kar Sakte hai. To Chaliy Jante Hai Blogging Hoti Kya hai. Fir Baat Karte Hain Blogging Se Paise Kaise Kamaye Jaye. Blogging Kya Hai? Simple Words me Kahun To Blogging ka Matlab Hota Hai Content - Writing. Aapko Post Likh Kar Published Karni Hoti Hai. Agar Aapko Likhne Me Interest Hai Aap kuch Accha Likh Sakte Hai. T...

Chrome ki notifiaction kaise band kare?वेबसाइट की नोटिफिकेशन बंद करने का तरीका।

H ello नमस्कार दोस्तो मेरा ब्लॉग  SaRaisay आप सबका स्वागत है।दोस्तो क्या आपके फोन में chrome ब्राउज़र से नोटिफिकेशन आता है।ओर आप खोज रहे हैं Chrome ki notifiaction kaise band kare।तो आप सही जगह आए है।आज आप जानने वाले हैं कि कैसे क्रोम में वेबसाइट्स की नोटिफिकेशन बंद करें। दोस्तो आप जाने या अनजाने में किसी ना किसी वेबसाइट की नोटिफिकेशन allow कर देते हैं।ओर बाद में उन वेबसाइट्स की तरफ से बोहोत सारे ऐसे नोटिफिकेशन भेजा जाता है जो आपके लिए  इतना जरूरी ना हो या फिर वो malware वेबसाइट की तरफ direct हो जाता हो।ऐसे में आपके फोन के लिए यह बोहोत बड़ी खतरा बन सकता है। तो इसीलिए मेरा राय में ऐसे वेबसाइट कि नोटिफिकेशन को disallow करना ही  सही कदम होता है।अब आपके मन में यह सवाल जरूर आता होगा कि आखिर chrome की Notification बंद करे भी तो कैसे करें। Url क्या होता है जानिए Types of url in हिंदी Computer या laptop में whatsapp कैसे चलाए।जानिए हिंदी में। Radiation kya hai ? जानिए आपका फोन का कितना है रेडिएशन। Google Keyboard के कुछ अनजाने फीचर्स जो आप शायद नहीं जानते। अगर आप भी अनचाहे ...